Shani Aarti

Shani Dev Aarti

|| shri ||
Om Jai Jai Shri Shani Maharaj, Swami Jai Shani Maharaj |
Krupa karo hum din raj par, Dukh hariyo prabhu aaj || Om…… ||1||
Suraj ke tum balak hokar, jag main bade balwan |
Sab devo main tumhara, pratham maan hai aaj || Om…… ||2||
Vikramraj ko hua ghamend, apane shrethan ka |
Chaknaachur kiya buddhi ko, hila diya sartaj || Om…… ||3||
Prabhu Ram aur Pandavji ko, bhej diya banwas |
Krupa hoi jab tumhari, swami bachai unki laaj || Om……. ||4||
Surya sa raja Harichandra ka, bech diya parivar |
Pas hue jab sat pariksha main, dekar dhan aur raaj || Om……. ||5||
Makhanchor ho Krishna kanhaai, gaiyyan ke rakhwar |
Kalank madhe ko dhoya, dhare hai roop virat || Om…….. ||6||
Main hoon din adnyani, bhul bhai hamse |
Kshma shanty do narayan, pranam lo maharaj || Om……. ||7||
Om Jai Jai Shri Shani Maharaj, Swami Jai Shani Maharaj ||

Map

Reach Us

Address

Shri Shanaishwar Devasthan
Shanishingnapur, Post: Sonai,
Taluka: Nevasa, Dist.: Ahamadnagar
Pin. 414 105. Maharashtra, India.

Phone

+91 2427 238110 / +91 2427 238108

Photo Gallery

© Shani Bhagwan. All Rights Reserved. Disclaimer